Arziyan - Delhi-6 Lyrics

Song Info:
Song Name: Arziyan
Singer: Javed Ali, Kailash Kher
Music Director: A.R.Rahman
Movie: Delhi-6
Lyricist: Prasoon Joshi

Arziyan Lyrics
Arziyan saari main,
Chehre pe likh ke laaya hu,
Tum se kya maangu main,
Tum khud hi samajh lo,
Ya maula.. maula maula..
Mere maula..maula
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..
Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu,
Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula..

[Jo bhi tere darr aaya, jhukne jo sar aaya,
Mastiyaan piye sab ko, jhoomta nazar aaya] -2 times
Pyaas leke aaya tha dariyaa wo bhar laaya,
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya,
Noor ki baarish mein ohhoooo,
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya,

Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..
[Jo bhi tere darr aaya, jhukne jo sar aaya,
Mastiyaan piye sab ko, jhoomta nazar aaya] -2 times

Hooo ek khushbu aati thi,
Hooo ek khushbu aati thi,
Main bhatakta jaata tha,
Reshmi si maaya thi,
Aur main taktaa jaata tha,
Jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya - 2 times
Mujh mein hi woh khushbu thi,
Jisse tune milwaya,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..

Haaaaaaa
Toot ke bikharna mujhko zarur aata hai,
Hoooo toot ke bikharna mujhko zarur aata hai,
Warna ibaadat wala shahur aata hai,
Sajde mein rehne do, ab kahin naa jaunga,
Sajde mein rehne do, ab kahin naa jaunga,
Ab jo tumne thukraya to sawar naa paaunga,
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..

Sar utha ke maine to kitni khwahishein ki thi,
Kitne khwab dekhe the, kitni koshishein ki thi,
Jab tu rubaroo aaya, aaaa,
Jab tu rubaroo aaya, nazre naa mila paaya,
Sar jhuka ke ek pal mein, hooo
Sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahi paaya,
[Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula] - 2 times
Mere maula..mere maula

[Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya,
Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya] - 4 times
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Mere maula maula maula maula,
Mere maula maula maula maula,
Mere maula

Popular posts from this blog

Matak Matak Lyrics - Geeta Zaildar Ft Dr. Zeus

Chhoti Si Umar Parnai Lyrics - Bai Chali Sasariye