Allah Jaane - Teri Meri Kahani Lyrics

Song Info:
Song Name: Allah Jaane
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music Director: Sajid-Wajid
Movie: Teri Meri Kahani
Lyricist: Prasoon Joshi.

Allah Jaane Lyrics
Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Da da sa sa re sa.. sa re sa...

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jane
Iss baat ko Maula jane

Dagmagane laga hai
Guroor bhi sharabi ho gaya
Mit gayi meri hasti
Koi husn inquilabi ho gaya
Tirchhe kuch teer chalaane
Ghayal kar de nazraane
Yeh dard kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane

Allah jaane haye
Maula jaane
Allah jaane hoye
Maula jaane
Allah jaane

Kuch toh mila hai aaj hawa mein
Saanson mein ghunghru kaise khananan
Aasmaan hai pairon ke neeche
Warna zameen pe kaise neelapan
Haar ke jeetne ka silsila mill gaya
Jannatein mill gayi ya Khuda mill gaya
Aa rubaru mere rubaru
Kya noor hai mere rubaru
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane

Popular posts from this blog

Matak Matak Lyrics - Geeta Zaildar Ft Dr. Zeus

Chhoti Si Umar Parnai Lyrics - Bai Chali Sasariye